Saturday, September 11, 2004

Just a little bit of wisdom i wanted to impart on everyone (plus its also a indian song, if you havent heard it b4 iz from MsK)

Dil apna dena khata ho gaya hai
Tujhe pyaar karna saza ho gaya hai
Saza ho gaya hai
Tujhe is tarah se yaad karne lage hai
Lahoo banke aansoo barasne lage hai

Mohabbat se hum bhi ab to darrne lage hai
Lahoo banke aansoo barasne lage hai
Yeh judaai beqaraari, haai yeh majbooriyaan
Har kadam par saath hongi ab meri tanhaaiyaan

Ab zamaana jaan lega pyaar ki dushvaariyaan
Meri dushman ban gayi hai meri hi parchhaaiyaan
Khushi ke liye hum ab tarasne lage hai
Lahoo banke aansoo barasne lage hai
Ho gaye hum kitne tanha pyaar mein dil haarke
Das rahi hai yeh judaai bin sajan bin pyaar ke
Yaad humko aa rahe hain chaar din voh pyaar ke
Voh adaayein voh sharaarat, haai jalwe yaar ke
Ho, judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hai
Judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hai

Lahoo banke aansoo barasne lage hai

No comments: